भाग्य बड़े सतगुरु मैं पायो
मन की दुविधा दूर नसाई || टेक ||

बाहिर ढूंड फिरा मैं जिसको
सो वस्तु घट भीतर पाई || 1 ||

सकल जून जीवन के माँही
पूर्ण ब्रम्‍ह जोत दरसाई || 2 ||

जन्म जन्म के बंधन काटे
चौरासी लख़ त्रास मिटाई || 3 ||

ब्रम्‍हानंद चरण बलिहारी
गुरु महिमा हरिसे अधिकाई || 4 ||

Bhagya bade satguru main paayo,
Mann ki duvidha dur nasaai.

1. Baahir dhhoond phira main jisko,
So vastu ghat bheetar paai.

2. Sakal joon jeewan ke maanhi,
Pooran brahm jot darsaai.

3. Janam janam ke bandhan kaate,
Chaurasi lakh traas mitaai.

4. Brahmanand charan balihari,
Guru mahima hari se adhikaai.