जै गनेश गणनाथ दयानिधि
सकल विघन कर दूर हमारे. टेक.

प्रथम धरे जो ध्यान तुमारो
तिसके पूरण कारज सारे 1

लंबोदर गजवदन मनोहर
कर त्रिशूल परशू वर धारे 2

रिधिसिधी दोऊ चमर डुलावे
मूषक वाहन परम सुखारे 3

ब्रम्हादिक सुर ध्यावत मन में
ऋषिमुनिगण सब दास तुमारे 4

ब्रम्‍हानंद सहाय करो नित
भक्तजनो के तुम रखवारे 5

Jai ganesh gannath dayanidhi
Sakal vighn kar dur hamare.

1. Pratham dhare jo dhyaan tumaaro,
Tiske pooran kaaraj saare.

2. Lambodar gajvadan manohar,
Kar trishool parashu var dhaare.

3. Riddhi siddhi dou chamar dulaave,
Mushak vaahan param sukhaare.

4. Brahmadik sur dhyawat mann mein,
Rishi munigan sab daas tumaare.

5. Brahmananda sahaay karo nit,
Bhaktajanon ke tum rakhwaare.