आठ हूँ पहर मतवाल लागी रहे,  आठ हूँ पहर की छाक पीवै । १ 

आठ हूँ पहर मस्तान माता रहै, ब्रम्ह की छौल में  साध जीवै | २ 

साँच ही कहतु औ साँच ही गहतु है,काँच को त्याग करि साँच लागा । ३ 

कहैं  कबीर यों साध निर्भय हुआ, जनम और मरन का भय भागा । 4  

Aath hoon pahar mataval laagi rahe, aath hoon pahar ki chhaak peevei . 1

Aath hoon pahar mastaan maataa rahei, bramh ki chhaul mein saadh jeevei | 2

Saanch hi kahatu au saanch hee gahatu hai, kaanch ko tyaag kari saanch laagaa . 3

Kahein kabir yon saadh nirbhay hua, janam aur maran kaa bhay bhaga . 4