तनक हरि चितवौ जी मोरी ओर।

1. हम चितवत तुम चितवत नाहीं,
मन के बड़े कठोर।

2. मेरे आसा चितनि तुम्हरी,
और न दूजी ठौर।

3. तुमसे हमकूँ एक हो जी,
हम-सी लाख करोर।।

4. कब की ठाड़ी अरज करत हूँ,
अरज करत भै भोर।

5. मीरा के प्रभु हरि अबिनासी,
देस्यूँ प्राण अकोर।।

Tanak hari chitavau jee moree or

1. Hum chitavat tum chitavat naaheen,
Mann ke bade kathor..

2. Mere aasaa chitani tumhari,
Aur na dooji thaur..

3. Tumse hamkoon ek ho jee,
ham-see laakh karor..

4. Kab kee Thaadee araj karat hoon,
Araj karat bhai bhor..

5. Meera ke prabhu hari abinaasee,
Desyoon praan akor..