जादूगर मार गयो री टोना,
ब्रज में देख्यो री छोना।
1. ले मटकी सिर चली गुजरिया,
आगे मिल गए नन्द जी के छोना।
2. दही को नाम विसार गयो प्यारी,
ले लियो कोई श्याम सलोना।
3. वृन्दावन की गलिन में,
आँख लगाए गयो री मनमोहना।
4. मीरा के प्रभु गिरधर नागर,
सुन्दर श्याम सलोना।
Jadugar maar gayo ri tona
Braj mein dekheyo ri chhona
1. Le matki sir chali gujariya
Aage mil gaye nand ji ke chhona
2. Dahi ko naam visaar gayo pyaari
Le kiyo koi shyaam salona
3. Vrindavan ki galin mein
Aankh lagaye gayo ri manmohana
4. Meera ke prabhu girdhar naagar
Sundar shyam salona