पीआ रे, राम रस पीआ रे।

1. भरि-भरि देवै सुरत कलाली,
दरिआ दरिआ पीना रे।

2. पीवत-पीवत आपा जग भूला,
हरि रस माहि बौराना रे।

3. दर घर बिसर गयौ रविदासा,
उनमनि सदा मतवारी रे।

4. पल-पल प्रेम प्याला चालै,
छूटे नाहीं खुमारी रे।

peeaa re, raam ras peeaa re.
1. Bhari-bhari devai surat kalaalee,
dariaa dariaa peenaa re.
2. Peevat-peevat aapaa jag bhoolaa,
hari ras maahi bauraanaa re.
3. Dar ghar bisar gayau ravidaasaa,
unmani sadaa matvaaree re.
4. Pal-pal prem pyaalaa chaalai,
chhooṭe naaheen khumaaree re.