जब पूर्ण सतगुर देव मिले, फिर दूसरा देव मनाना क्या।
आत्म में आत्म देव मिले, फिर बन-बन खोजन जाना क्या।
मैं सतगुरु का सतगुरु मेरे, मैं और नहीं तू और नहीं,
जब ऐसा निष्चय कर ही लिया, फिर ओर से प्रीत लगाना क्या।
सतगुरु से सच्चा नाम मिला, भव तरने का सामान मिला,
फिर पोथी पुस्तक पन्नों में, व्यर्थ ही समय गवाना क्या।
सतगुरु की दया से घर भीतर, सत शब्द का जब प्रकाश मिला,
जब मन में ज्योति जल ही गयी, फिर दूसरा दीप जलाना क्या।

jab poorṇa satgur dev mile, fir doosraa dev manaanaa kyaa.
Aatm mein aatm dev mile, fir ban-ban khojan jaanaa kyaa.
Main satguru kaa satguru mere, main aur naheen tu aur naheen,
jab aisaa niṣchay kar hee liyaa, fir aur se preet lagaanaa kyaa.
Satguru se sachchaa naam milaa, bhav tarne kaa saamaan milaa,
fir pothee pustak pannon mein, vyarth hee samay gavaanaa kyaa. Satguru kee dayaa se ghar bheetar, sat shabd kaa jab prakaash milaa,
jab man mein jyoti jal hee gayee, fir doosraa deep jalaanaa kyaa.