आब का ऊपना हक्क दरगाह में , पिसाब का ऊपना हक्क नाहीं । १ 

कहर को दूर कर मेहर दिल में धरो, यूं बन्दगी करत कबूल साई || २

पाँच बिसमिल करो पाक रोजा धरो, गुसे का गला तूँ  काट  भाई ॥ ३
 
कहैं कबीर यह सत्य का सब्द है, भिस्त की राह को सहज जाई ॥ ४

Aab kaa upanaa hakk daragaah mein , pisaab kaa upanaa hakk naahein . 1

Kahar ko door kar mehar dil mein dharo, yoon bandagi karat kabool sayi || 2

Panch bisamil karo paak rojaa dharo, guse kaa galaa toon kaat bhai ॥ 3

Kahein kabir yah satya kaa sabd hai, bhist kee raah ko sahaj jayi ॥ 4