दो दिन का मेला जग में, सब चलाचली का खेला।
1. कोई चला गया कोई जावे, कोई गठड़ी बांध सिधावे,
कोई खड़ा तैयार अकेला।
2. पाप कपट कर के छल माया, धन लाख करोड़ कमाया,
संग चले न एक धेला।
3. मात-पिता सुत ओर भाई, कोई अंत सहायक नाहीं,
क्यों भरे पाप का ठेला।
4. यह नश्वर है सब संसारा, कर ले भजन ईश्वर का प्यारा,
ब्रह्मानंद कहे सुन चेला।
Do din ka mela jag mein, sab chalaachali ka khela.
1. Koil chala gaya koi jaave, koi gathdi baandh sidhaave,
koi khada taiyaar akela.
2. Paap kapat kar ke chhal maya, dhan lakh crore kamaaya,
sang na chale ek dhela.
3. Mata pita sut aur bhai, koi ant sahayak naahin,
kyon bhare paap ka thhela.
4. Yeh nashwar hai sab samsara, kar le bhajan ishwar ka pyaara,
brahmananda kahe sun chela.