पूरण प्रॆम लग़ा दिल में जब नेम का बंधन छूट गया ॥ टेक ॥
कोई पंडित लोक बतावत हैं समझावत हैं जग रीतन को ।
जब प्रीतम से दृढ़ प्रीत भई सब रीत का बंधन टूट गया ॥ १ ॥
कोई तीरथ पर्सन जावत है कोई मंदिर में नित दर्शन को।
घट भीतर देव दीदार हुआ तब बाहिर से मन रूठ गया ॥ २ ॥
कोई जीव कहें कोई ईश कहें कोई गावत ब्रम्ह निरंजन को ।
जब अंदर बाहिर एक हुआ सब द्वैत का परदा फूट गया ॥ ३ ॥
सोई एक अनेक स्वरुप बना परिपूरण है जलमें थलमें ।
ब्रम्हानंद करी गुरुदेव दया भवसागर का भय ऊठ गया ॥ ४ ॥
Pooraṇ prom lagaa dil mein jab nem kaa bandhan chhooṭ gayaa ॥
koii panḍit lok bataavat hain samjhaavat hain jag reetan ko .
Jab preetam se driḍh preet bhaii sab reet kaa bandhan ṭooṭ gayaa ॥ 1 ॥
koii teerath parsan jaavat hai koii mandir mein nit darshan ko.
Ghaṭ bheetar dev deedaar hua tab baahir se man rooṭh gayaa ॥ 2 ॥
koii jeev kahen koii iish kahen koii gaavat bramh niranjan ko .
Jab andar baahir ek huaa sab dvait kaa pardaa fooṭ gayaa ॥ 3 ॥
soii ek anek svaroop banaa paripooraṇa hai jal mein thal mein . Bramhaanand karee gurudev dayaa bhavsaagar kaa bhay ooṭh gayaa ॥ 4 ॥