और व्यापार तो बड़े हैं, इस्क व्यापार की राह न्यारी । १
साँप के डंसे की सात सौ जड़ी हैं, इस्क के डसे की पीर भारी । २
खड़ग के घाव को ढाल की आड़ है, इस्क के घाव गढ़ तोर भारी। ३
कहैं कबीर चित चेत नर बावरे, इस्क का घाव है बहुत भारी । ४
Aur vyaapaar to bade hain, ishq vyapaar kee raah nyari . 1
Saanp ke danse kee saat sau jadi hein, ishq ke dase kee peer bhaari . 2
Khadag ke ghaav ko dhaal kee aad hai, ishq ke ghaav gadh tor bhaari. 3
Kahein kabir chit chet nar baavare, ishq kaa ghaav hai bahut bhaari . 4