सुखी सब जीव गुरुदेव की सरन हैं, काल का बान तहँ नाहिं लागै । १

आठहु पहर जहँ राम रस पीवना, करम और भरम सब दूरि भागै । २

ज्ञान बिचार और ध्यान निर्भय रहै, रैन दिन ध्यान गुरु और नाहीं । ३

कहैं कबीर सुख सिंध का झूलना, मन और पवन को पलट माहीं । ४

Sukhi sab jeev gurudev ki saran hain, kaal ka baan tahn naahin laagai
| 1

Aathahu pahar jahn raam ras peevna, karam aur bharam sab doori bhaagai | 2

Gyaan vichaar aur dhyaan nirbhaya rahai, rain din dhyaan guru ko naahin | 3

Kahain kabir sukh sundh ka jhoolna, mann aur pavan ko palat maahin | 4