नारायण को भजन करो नर
मन की छोर भटकना सारी || टेक ||

क्या मथुरा क्या काशी जावे
क्या पर्वत बन फिरत अनारी || 1 ||

जप तप योग कठिन कलिमाही
थोरी उमर काम बहु भारी || 2 ||

शास्त्र अनेक पढ़ो दिनराती
मुक्ति न हो बिन भजन तुम्हारी || 3 ||

ब्रम्‍हानंद कटे भवबंधन
हरी का नाम सुमर सुखकारी || 4 ||

Narayan ko bhajan karo nar
Mann ki chhor bhatakana saari.

1. Kya mathura kya kashi jaave,
Kya parwat ban phirat anaari.

2. Jap tap yog kathhin kalimaahi,
Thori umar kaam bahu bhaari.

3. Shastra anek padho dinraati,
Mukti na ho bin bhajan tumhari.

4. Brahmanand kate bhavbandhan,
Hari ka naam sumar sukhkari.